Gmail PAR IS SETTING SE BINA IJAZAT KOI NAHI PADH SAKEGA AAPKA BHEJA HOVA EMAIL

GMAIL PAR IS SETTING SE BINA IJAZAT KOI NAHI PADH SAKEGA AAPKA BHEJA HOVA EMAIL

Hello dosto aaj mai aapko batane wala hoon ke, Gmail ne apne upgraded version me kai naye futures shamil kiye hai. Aap ne post ka title Gmail PAR IS SETTING SE BINA IJAZAT KOI NAHI PADH SAKEGA AAPKA BHEJA HOVA EMAIL. Dekh hi liya honga.to dosto mai aaj aapko is post saari jankari detail me dene wala hoon.aap is post ko completely padhe.

Gmail ne apne upgraded version me kai naye futures shamil kiye hai.Inhi futures me Confidential Mode hai.Is futures ki madad se aap apne email ki expiry date se lekar password tak ko set karsakte hai.

    Aasan language me samjhaye to aapka bheja huva mail ek thik samay ke baad apne aap khatm hojayega.iske saath aapke mail ko padhne ke liye saamne wale user ko apne phone par aae password ko enter karna honga.to dosto jante hai is setting ke bare me.is setting ke karne se aapka bheja huva email completely confidential ho jayega. 
   Is setting ko aap apne computer desktop par bhi karsakte hai aur mobile par bhi. To aayiye jante hai is setting ke bare me. 

Is setting ko hum ne do part me bata hai. Pahla part desktop user yaani computer user ke liye hai,aur doosra part mobile user ke liye hai. agar aap is setting ko apne android phone se karna chahte hai to is ki bhi setting hum ne is post me derakhi hai. Bas aap is post ko complete padhe. 

Desktop 


  • Step :1 Apne p c ya laptop me koi bhi ek browser ko open kre gmail.com type kre.Is ke baad ek massage likhe.massage likhne keliye compose par click karen. 

  • Step :2 massage pop up main aapko niche ki taraf ek icon dikhega jo lock (taale)aur ghadi (watch) ki shape me honga.is par click kare. Yeh icon confidential mode option hai. 
  • Step:3 yahaaapko set expiration option dikhaee dega,is option ke zariye.aap apne mail ki samay sima (muddat )tay kar sakte hai.is samay seema ke baad aap ka bheja huva email apne aap khatm hujayega. Expiration ko set karne keliye aapko 5 option yaanai vikalp milte hai. Is vikalp me aap ek week (hafte) se lekar 5 saal takka samay set kar sakte hai. 
  • Step: 4 Iske baad aapko Require passcode option dikhaee dega. ise aap sms passcode options mein se ek mein chun sakate hain. 
  • Step :5 isake baad SAVE batan par taip kar den. ab aapaka bheja gaya mail poori tarah se safe aur confidential hai. 

Aapne desktop ki setting ke bare me padh hi liya hai ab hum apne android mobile phone se is setting ke bare me padhte hai.

Android smaartaphon

  • Step 1: apane smaartaphon mein gmail aps ko open karen. isake baad massege likhane ke liye pen ki tarah bane icon ko dabaye.
  • Step 2: Compose page par oopar daeen auor aapako teen dots dikhaee denge. in par click kare ya dabade. yahaan aapako Confidential Mode dikhaee dega is par click kare.
  • Step 3: yahaan aapako Set expiration option dikhaee dega. is option ke zariye aap apane mail kee ek samay seema tay kar sakate hain, jisake baad aapaka bheja gaya mail apane aap delete ho jaega. Set expiration mein aapako 5 vikalp(option) milate hain jahaan aap ek week (saptaah) se lekar 5 saal tak ka samay set kar sakate hain.
  • Step 4: isake baad aapako Require passcode option dikhaee dega. ise aap sms passcode opshan par chun sakate hain. yaanee ab aapake bheje gae mail ko padhane ke liye sms passcode ki. zarurat padegi.
  • Step 5: isake baad save button par taip ya click kar den. ab aapaka bheja gaya emaill poori tarah se sefe aur confidential (surakshit ) hai. 

To dosto kaisi lagi ye jankari hame comment karke zaroor bataye.milte hai ek nai topic ke saath jab tak apne appka khyal rakhe…
Oldest